August 31, 2010

ajab logon ki basti ha

kiya ajab logon ki basti ha ye
kiun khud mei batay huwe ha ye

kesi ajab adaton k malik ha ye
kin ehsasat k bharay huwe ha ye 

na en mein piar dekhta ha 
na en mein jazba milta ha

mei ki mar ne mar rakha ha enko

khuda wanda koi t samjhaye enko

0 comments:

Post a Comment